HAI YE PAWAN BHUMI


Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana..(2)
Shantinath ke charno me aa kar juk jana
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana
Shantinath ke charno me aa kar juk jana


Tere mastak pe mukat hai, tere kano me kundal hai..(2)
tu toh karuna sagar hai, mujpar karuna karna
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana


Tera tirth sundar hai,tu prano se pyaara hai..(2)
meri binti sunlena, beda par laga lena
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana


Tu jeevan swami hai, tu antaryami hai..(2)
meri naiyan doob rahi hai, naiyan ko tera lena.
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana


Teri savali surat hai mere man ko lubhati hai..(2)
prabhu meri bhakti ka swikar tu kar lena
Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana
shantinath ke charno me aa kar ke juk jana
hai ye paawan bhumi
yaha bar-bar aana..(3)



ALSO WATCH:




 TARA SHARNE AAVYO CHU SWIKARI LE






MAITRI BHAVANU




No comments:

Post a Comment

After You Comment, Please Join Our Community To Receive Further Posts. Thank You.